Title (Indic)सोई है कहाँ जा कर तक़दीर मोहब्बत की WorkMr. Lambu Year1956 LanguageHindi Credits Role Artist Music O.P. Nayyar Performer Suraiya Writer Harsh LyricsHindi( सोई है कहाँ जा कर तक़दीर मोहब्बत की अब मौत ही बातें तदबीर मोहब्बत की ) -2 सोई है कहाँ जा कर मन्ज़िल है वही अपनी मिल जावो जहाँ हमको मालूम नहीं लेकिन मन्ज़िल का निशाँ हमको मन्ज़िल का निशाँ हमको (?) के लिये फिरती है ज़न्जीर मोहब्बत की अब मौत ही बातें तदबीर मोहब्बत की सोई है कहाँ जा कर उनको तू तेरे दुख की परवाह नहींकोई मरने के सिवा ऐ दिल अब राह नहीं कोई अब राह नहीं कोई मिटती है तो मिटने दे तसवीर मोहब्बत की अब मौत ही बातें तदबीर मोहब्बत की सोई है कहाँ जा कर् English( soī hai kahāṇ jā kar taqdīr mohabbat kī ab maut hī bāteṅ tadbīr mohabbat kī ) -2 soī hai kahāṇ jā kar manzil hai vahī apnī mil jāvo jahāṇ hamko mālūm nahīṅ lekin manzil kā niśhāṇ hamko manzil kā niśhāṇ hamko (?) ke liye phirtī hai zanjīr mohabbat kī ab maut hī bāteṅ tadbīr mohabbat kī soī hai kahāṇ jā kar unko tū tere dukh kī parvāh nahīṅkoī marne ke sivā ai dil ab rāh nahīṅ koī ab rāh nahīṅ koī miṭtī hai to miṭne de tasvīr mohabbat kī ab maut hī bāteṅ tadbīr mohabbat kī soī hai kahāṇ jā kar