Title (Indic)रिमझिम-रिमझिम बरखा बरसे नैन मोरे तरसे WorkTangewali Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music Salil Chowdhury Performer Lata Mangeshkar Writer Prem Dhawan LyricsHindiरिमझिम-रिमझिम बरखा बरसे नैन मोरे तरसे आ जा आ जा घर मोरे पिया सन-सन हवा डोले घूँघट मोरा खोले लागे न जिया आशा के द्वार खड़ी-खड़ी राह तेरी देखूँ घड़ी-घड़ी तरसाए सावन की झड़ी तेरे बिन सूना जग साँवरिया सन-सन हवा डोले … आओ जी घर मोरे पिया कानों में कुछ समझाऊँ मन में है बात कुछ ऐसी कहते हुए शरमाऊँ छोटी सी तस्वीर तोरी फिरती है अँखियों में मेरी नींद में बोल रही लोरी क्या-क्या मैने सपने सजाए रसिया सन-सन हवा डोले … आँचल हवा में उड़ा जाए मुखड़े पे लट लहराए जैसे नागन बल खाए आजा सुलझा लट साँवरिया सन-सन हवा डोले … Englishrimjhim-rimjhim barkhā barse nain more tarse ā jā ā jā ghar more piyā san-san havā ḍole ghūṇghaṭ morā khole lāge na jiyā āśhā ke dvār khaṛī-khaṛī rāh terī dekhūṇ ghaṛī-ghaṛī tarsāe sāvan kī jhaṛī tere bin sūnā jag sāṇvriyā san-san havā ḍole … āo jī ghar more piyā kānoṅ meṅ kuchh samjhāūṇ man meṅ hai bāt kuchh aisī kahte hue śharmāūṇ chhoṭī sī tasvīr torī phirtī hai aṇkhiyoṅ meṅ merī nīṅd meṅ bol rahī lorī kyā-kyā maine sapne sajāe rasiyā san-san havā ḍole … āṇchal havā meṅ uṛā jāe mukhaṛe pe laṭ lahrāe jaise nāgan bal khāe ājā suljhā laṭ sāṇvriyā san-san havā ḍole …