Title (Indic)आशा के जब दीप बुझे ... अपनी छाया में भगवन् WorkInsaniyat Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music C. Ramchandra Performer Mohammad Rafi Writer Rajendra Krishan LyricsHindiआशा के जब दीप बुझे तो मन का दीप जला जग का रस्ता छोड़ मुसाफ़िर तेरी राह चला अपनी छाया में भगवन बिठा ले मुझे मैं हूँ तेरा तू अपना बना ले मुझे अपनी छाया में … अब मुझे ग़म का ग़म ना ख़ुशी की ख़ुशी है अँधेरा भी मेरे लिए रोशनी मैं जीऊँ जब तक आजमा ले मुझे मैं हूँ तेरा तू … देखकर मैं किसी की ख़ुशी ना जलूँ राह इंसानियत की हमेशा चलूँ भूल जाऊँ तो जग से उठा ले मुझे मैं हूँ तेरा तू … Englishāśhā ke jab dīp bujhe to man kā dīp jalā jag kā rastā chhoṛ musāfir terī rāh chalā apnī chhāyā meṅ bhagavan biṭhā le mujhe maiṅ hūṇ terā tū apnā banā le mujhe apnī chhāyā meṅ … ab mujhe ġham kā ġham nā khuśhī kī khuśhī hai aṇdherā bhī mere lie rośhnī maiṅ jīūṇ jab tak ājmā le mujhe maiṅ hūṇ terā tū … dekhkar maiṅ kisī kī khuśhī nā jalūṇ rāh iṅsāniyat kī hameśhā chalūṇ bhūl jāūṇ to jag se uṭhā le mujhe maiṅ hūṇ terā tū …