apalam, chapalam
chaplāī re duniyā ko chhoḍ
terī galī āī re, āī re, āī re
baḍā majbūr kiyā hāe tere pyār ne
mār diyā mār diyā, hāe tere pyār ne
ab pachhtāe dil, hāe kit jāe dil
kāhe ko ye āg lagāī re, lagāī re, lagāī re
teढ़ā meढ़ā khel hai ye pyār jo maiṅ jāntī
bhūl ke bhī bāt kabhī dil kī nā māntī
dil beīmān huā, dekho jī parāyā huā
roe, roe, jān gavāī re, gavāī re, gavāī re
dagā denevālā dekho kaisā dagā de gayā
chhoḍ gayā yād aur dil merā le gayā
maine hī kusūr kiyā aise ko jo dil diyā
sudbūd sab bisrāī re