Title (Indic)ये दुनिया ग़म का ... हमें भी दे दो सहारा WorkSeema Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Mohammad Rafi Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiर: ये दुनिया ग़म का मेला है -2 मुसीबत की कहानी है कोई रोये कोई गाये अजब ये ज़िंदगानी है आ हमें भी दे दो हमें भी दे दो सहारा के बेसहारे हैं को: हमें भी दे दो सहारा के बेसहारे हैं -2 फ़लक़ की गोद से टूटे हुये सितारे हैं -2 हमें भी दे दो सहारा र: भरा हो पेट तो आ भरा हो पेट तो सन्सार जगमगाता है को: भरा हो पेट तो सन्सार जगमगाता है र: सताये भूख तो ईमान डगमगाता है को: सताये भूख तो ईमान डगमगाता है र: सताये भूख तो ईमान डगमगाता है भलाई कीजीये को: आ भलाई कीजीये दो दिन के ये नज़ारे हैं हमें भी दे दो सहारा के बेसहारे हैं फ़लक़ की गोद से टूटे हुये सितारे हैं हमें भी दे दो सहारा र: तेरे जहान से आ तेरे जहान से मालिक बता किधर जाये को: तेरे जहान से मालिक बता किधर जाये र: तेरे हुज़ूर में रह कर भी ठोकरें खायें को: तेरे हुज़ूर में रह कर भी ठोकरें खायें र: तेरे हुज़ूर में रह कर भी ठोकरें खायें ग़रीब ही सही को: आ ग़रीब ही सही आख़िर तो हम तुम्हारे हैं हमें भी दे दो सहारा के बेसहारे हैं फ़लक़ की गोद से टूटे हुये सितारे हैं हमें भी दे दो सहारा Englishra: ye duniyā ġham kā melā hai -2 musībat kī kahānī hai koī roye koī gāye ajab ye ziṅdgānī hai ā hameṅ bhī de do hameṅ bhī de do sahārā ke beshāre haiṅ ko: hameṅ bhī de do sahārā ke beshāre haiṅ -2 falaq kī god se ṭūṭe huye sitāre haiṅ -2 hameṅ bhī de do sahārā ra: bharā ho peṭ to ā bharā ho peṭ to sansār jagamgātā hai ko: bharā ho peṭ to sansār jagamgātā hai ra: satāye bhūkh to īmān ḍagamgātā hai ko: satāye bhūkh to īmān ḍagamgātā hai ra: satāye bhūkh to īmān ḍagamgātā hai bhalāī kījīye ko: ā bhalāī kījīye do din ke ye nazāre haiṅ hameṅ bhī de do sahārā ke beshāre haiṅ falaq kī god se ṭūṭe huye sitāre haiṅ hameṅ bhī de do sahārā ra: tere jahān se ā tere jahān se mālik batā kidhar jāye ko: tere jahān se mālik batā kidhar jāye ra: tere huzūr meṅ rah kar bhī ṭhokreṅ khāyeṅ ko: tere huzūr meṅ rah kar bhī ṭhokreṅ khāyeṅ ra: tere huzūr meṅ rah kar bhī ṭhokreṅ khāyeṅ ġharīb hī sahī ko: ā ġharīb hī sahī ākhir to ham tumhāre haiṅ hameṅ bhī de do sahārā ke beshāre haiṅ falaq kī god se ṭūṭe huye sitāre haiṅ hameṅ bhī de do sahārā