Title (Indic)आये भी अकेला, जाये भी अकेला WorkDost Year1954 LanguageHindi Role Artist Credits Role Artist Music Hansraj Behl Performer Talat Mahmood Writer Verma Malik LyricsHindi(active tab)EnglishHindiआये भी अकेला, जाये भी अकेला दो दिन की ज़िंदगी है, दो दिन का मेला दो दिन का मेला … तेरी ज़िंदगी मौज है दो घड़ी की ये बातें हैं नादाँ सब जीते जी की सब जीते जी की ये दुनियाँ हुई है न होगी किसी की वही एक मंज़िल है हर आदमी की हर आदमी की जहाँ सब को जाना पड़ेगा अकेला दो दिन की ज़िंदगी है, दो दिन का मेला … एक बार साथ देके साथ न छोड़ना जान जाये तो जाये दोस्ती न तोड़ना दोस्ती न तोड़ना नज़रें न फेर लेना, मुँह को न मोड़ना दुनियाँ को छोड़ देना, यार को न छोड़ना यार को न छोड़ना देखो मनसूर कैसे जान पे खेला दो दिन की ज़िंदगी है, दो दिन का मेला … Englishāye bhī akelā, jāye bhī akelā do din kī ziṅdgī hai, do din kā melā do din kā melā … terī ziṅdgī mauj hai do ghaṛī kī ye bāteṅ haiṅ nādāṇ sab jīte jī kī sab jīte jī kī ye duniyāṇ huī hai na hogī kisī kī vahī ek maṅzil hai har ādmī kī har ādmī kī jahāṇ sab ko jānā paṛegā akelā do din kī ziṅdgī hai, do din kā melā … ek bār sāth deke sāth na chhoṛnā jān jāye to jāye dostī na toṛnā dostī na toṛnā nazreṅ na pher lenā, muṇh ko na moṛnā duniyāṇ ko chhoṛ denā, yār ko na chhoṛnā yār ko na chhoṛnā dekho mansūr kaise jān pe khelā do din kī ziṅdgī hai, do din kā melā …