Title (Indic)न ये चाँद होगा न तारे रहेंगेगीत दुत्त WorkShart Year1954 LanguageHindi Credits Role Artist Music Hemant Kumar Performer Geeta Dutt Writer S.H. Bihari LyricsHindiन ये चाँद होगा न तारे रहेंगे मगर हम हमेशा तुम्हारे रहेंगे न ये चाँद होगा… नज़र ढूँढती थी जिसे पा लिया है उम्मीदों के फूलों से दामन भरा है ये दिन हमको सब दिन से प्यारे रहेंगे न ये चाँद होगा… कहूँ क्या मेरे दिल का अर्मान क्या है तुम्हें हर घड़ी चूमना चाहता है कहाँ तक भला जी को मारे रहेंगे न ये चाँद होगा… सहारा मिले जो तुम्हारी हँसी का भुला देंगे हम सारा ग़म ज़िन्दगी का तुम्हारे लिये हैं तुम्हारे रहेंगे न ये चाँद होगा… Englishna ye chāṇd hogā na tāre raheṅge magar ham hameśhā tumhāre raheṅge na ye chāṇd hogā… nazar ḍhūṇḍhtī thī jise pā liyā hai ummīdoṅ ke phūloṅ se dāman bharā hai ye din hamko sab din se pyāre raheṅge na ye chāṇd hogā… kahūṇ kyā mere dil kā armān kyā hai tumheṅ har ghaṛī chūmnā chāhtā hai kahāṇ tak bhalā jī ko māre raheṅge na ye chāṇd hogā… sahārā mile jo tumhārī hṇsī kā bhulā deṅge ham sārā ġham zindgī kā tumhāre liye haiṅ tumhāre raheṅge na ye chāṇd hogā…