gī: mast chāṇdnī jhūm rahī hai, nāch rahī hai
mastī kī barsāt hai
bhigī-bhigī rāt hai
mu: mast chāṇdnī jhūm rahī hai, nāch rahī hai
mastī kī barsāt hai
bhigī-bhigī rāt hai
do: mast chāṇdnī jhūm rahī hai, nāch rahī hai
mu: dil kī bastī vīrāṇ hai
tū man ke mīt kahāṇ hai
merī duniyā āj javāṇ hai
bechain papīhe ke hoṅṭhoṅ pe mere dil kī bāt hai
do: bhigī-bhigī rāt hai
mast chāṇdnī jhūm rahī hai, nāch rahī hai
mastī kī barsāt hai
bhigī-bhigī rāt hai
mast chāṇdnī jhūm rahī hai, nāch rahī hai
gī: ye rut ye raṅgīlā mosam
aur birhā meṅ taṛpe ham
kyūṇ bichhaṛ gaye ho bālam
nazar milā kar nazar churā le, ye bhī koī bāt hai
do: bhigī-bhigī rāt hai
mast chāṇdnī jhūm rahī hai, nāch rahī hai
mastī kī barsāt hai
bhigī-bhigī rāt hai
mast chāṇdnī jhūm rahī hai, nāch rahī hai
gī: ājā ab dil ṭūṭ na jāye
mu: sabar kā dāman chhūṭ na jāye
gī: qismat mu se rūṭh na jāye
mu: prīt kā rog lagāne vāle, lāj tere hāth hai
gī: prīt kā rog lagāne vāle, lāj tere hāth hai
do: bhigī-bhigī rāt hai
mast chāṇdnī jhūm rahī hai, nāch rahī hai
mastī kī barsāt hai
bhigī-bhigī rāt hai
mast chāṇdnī jhūm rahī hai, nāch rahī hai