Title (Indic)दर्द-ए-दिल थम जा ज़रा आँसू बहाने दे मुझे WorkKhiladi Year1950 LanguageHindi Credits Role Artist Music Hansraj Behl Performer Lata Mangeshkar Writer Nakshab LyricsHindiदर्द-ए-दिल थम जा ज़रा आँसू बहाने दे मुझे दर्द-ए-दिल थम जा ज़रा ( मेरी उम्मीदों की दुनिया लूट ली तक़दीर ने लूट ली तक़दीर ने ) -2 दास्ताँ उजड़े हुये दिल की सुनाने दे मुझे दर्द-ए-दिल थम जा ज़रा ( ऐ मुहब्बत क्यूँ रहे बरबाद-ए-ग़म की यादगार बरबाद-ए-ग़म की यादगार ) -2 दिल मिटा तो दिल की दुनिया भी मिटाने दे मुझे दर्द-ए-दिल थम जा ज़रा ( ग़म के तूफ़ाँ में कोई उम्मीद क्यूँ बाकी रहे उम्मीद क्यूँ बाकी रहे ) -2 हर तमन्ना साथ ले कर डूब जाने मुझे दर्द-ए-दिल थम जा ज़रा आँसू बहाने दे मुझे दर्द-ए-दिल थम जा ज़रा Englishdard-e-dil tham jā zarā āṇsū bahāne de mujhe dard-e-dil tham jā zarā ( merī ummīdoṅ kī duniyā lūṭ lī taqdīr ne lūṭ lī taqdīr ne ) -2 dāstāṇ ujaṛe huye dil kī sunāne de mujhe dard-e-dil tham jā zarā ( ai muhabbat kyūṇ rahe barbād-e-ġham kī yādgār barbād-e-ġham kī yādgār ) -2 dil miṭā to dil kī duniyā bhī miṭāne de mujhe dard-e-dil tham jā zarā ( ġham ke tūfāṇ meṅ koī ummīd kyūṇ bākī rahe ummīd kyūṇ bākī rahe ) -2 har tamannā sāth le kar ḍūb jāne mujhe dard-e-dil tham jā zarā āṇsū bahāne de mujhe dard-e-dil tham jā zarā