Title (Indic)किसी की याद में रो-रो के ... मोहब्बत करने वालों का WorkAankhen Year1950 LanguageHindi Credits Role Artist Music Madan Mohan Performer Shamshad Writer Raja Mehdi Ali Khan LyricsHindiकिसी की याद में रो-रो के अपने दिन गुज़रते हैं ये कैसी ज़िन्दगी है हम न जीते हैं न मरते हैं मोहब्बत करने वालों का -2 यही अंजाम होता है तड़पना उनकी क़िसमत में -2 तो सुबह-ओ-शाम होता है मोहब्बत करने वालों का यही अंजाम होता है ( हमेशा के लिये दुनिया में दो दिल मिल नहीं सकते ) -2 दो दिल मिल नहीं सकते नज़र मिलना जुदाई का -2 ही इक पैग़ाम होता है मोहब्बत करने वालों का यही अंजाम होता है ( न दिल में चैन है हमको न रातों को क़रार आये ) -2 न रातों को क़रार आये बता दे कोई दुनिया में -2 कहाँ आराम होता है मोहब्बत करने वालों का यही अंजाम होता है ( मेरी बरबादियाँ भी देख लीं तुमने जहाँ वालों ) -2 तुमने जहाँ वालों जो करता है मोहब्बत वो -2 यूँ ही नाकाम होता है मोहब्बत करने वालों का यही अंजाम होता है Englishkisī kī yād meṅ ro-ro ke apne din guzarte haiṅ ye kaisī zindgī hai ham na jīte haiṅ na marte haiṅ mohabbat karne vāloṅ kā -2 yahī aṅjām hotā hai taṛapnā unkī qismat meṅ -2 to subah-o-śhām hotā hai mohabbat karne vāloṅ kā yahī aṅjām hotā hai ( hameśhā ke liye duniyā meṅ do dil mil nahīṅ sakte ) -2 do dil mil nahīṅ sakte nazar milnā judāī kā -2 hī ik paiġhām hotā hai mohabbat karne vāloṅ kā yahī aṅjām hotā hai ( na dil meṅ chain hai hamko na rātoṅ ko qarār āye ) -2 na rātoṅ ko qarār āye batā de koī duniyā meṅ -2 kahāṇ ārām hotā hai mohabbat karne vāloṅ kā yahī aṅjām hotā hai ( merī barbādiyāṇ bhī dekh līṅ tumne jahāṇ vāloṅ ) -2 tumne jahāṇ vāloṅ jo kartā hai mohabbat vo -2 yūṇ hī nākām hotā hai mohabbat karne vāloṅ kā yahī aṅjām hotā hai