Title (Indic)कंकर कंकर से मैं पूछूँ WorkHar Har Mahadev Year1950 LanguageHindi Credits Role Artist Music Avinash Vyas Performer Geeta Dutt LyricsHindiकंकर कंकर से मैं पूछूँ शंकर मेरा कहाँ है कोई बताये शिखर शिखर से पूछ रही हूँ शंकर मेरा कहाँ है गौरीवर गंगाधर हर हर शंकर मेरा कहाँ है कोई बताये लहर लहर लहराती गंगे तू क्यों गाती गाने शिव जी हम से रूठ गए हैं क्या ये बात न जाने रो रो नयन गवाएँ कोई बताये … ओ नील गगन की चंद्रकला कोई बताये … हौले हौले चल फणीधर मैं भी तेरे संग चलूँ तू लिपटेगा गले श्याम के मैं चरणों में रह लूँ मेरा धन्य जीवन हो जाये कोई बताये कोई बताये Englishkaṅkar kaṅkar se maiṅ pūchhūṇ śhaṅkar merā kahāṇ hai koī batāye śhikhar śhikhar se pūchh rahī hūṇ śhaṅkar merā kahāṇ hai gaurīvar gaṅgādhar har har śhaṅkar merā kahāṇ hai koī batāye lahar lahar lahrātī gaṅge tū kyoṅ gātī gāne śhiv jī ham se rūṭh gae haiṅ kyā ye bāt na jāne ro ro nayan gavāeṇ koī batāye … o nīl gagan kī chaṅdraklā koī batāye … haule haule chal phaṇīdhar maiṅ bhī tere saṅg chalūṇ tū lipṭegā gale śhyām ke maiṅ charṇoṅ meṅ rah lūṇ merā dhany jīvan ho jāye koī batāye koī batāye