Chhaayaa samaan suhaanaa

छाया समाँ सुहाना
Work
Year
Language

र: छाया समाँ सुहाना हो छाया समाँ सुहाना
दो: छाया समाँ सुहाना हो छाया समाँ सुहाना

र: अरमाँ मचल रहे हैं होंठों पे है तराना -2
दिल किस तरह सम्भाले हाय जवाँ ज़माना

छाया समाँ सुहाना हो छाया समाँ सुहाना
दो: छाया समाँ सुहाना हो छाया समाँ सुहाना

सु: आँखों में हैं बहारें अब हम जिसे पुकारें -2
किससे कहें निगाहें ये प्यार का फ़साना

हो छाया समाँ सुहाना हो छाया समाँ सुहाना
दो: छाया समाँ सुहाना हो छाया समाँ सुहाना

र: सुनता न हो कहीं वो बैठा न हो कहीं वो -2
करते हो प्यार जिससे दिल जिसपे है लुटाना

हो छाया समाँ सुहाना हो छाया समाँ सुहाना
दो: छाया समाँ सुहाना हो छाया समाँ सुहाना

सु: ओ चाँद चौदह्वीं के मैं हूँ तेरी चकोरी -2
मेरा दिल न तोड़ देना मत कर गलत उठाना

हो छाया समाँ सुहाना हो छाया समाँ सुहाना
दो: छाया समाँ सुहाना हो छाया समाँ सुहाना

ra: chhāyā samāṇ suhānā ho chhāyā samāṇ suhānā
do: chhāyā samāṇ suhānā ho chhāyā samāṇ suhānā

ra: armāṇ machal rahe haiṅ hoṅṭhoṅ pe hai tarānā -2
dil kis tarah sambhāle hāy javāṇ zamānā

chhāyā samāṇ suhānā ho chhāyā samāṇ suhānā
do: chhāyā samāṇ suhānā ho chhāyā samāṇ suhānā

su: āṇkhoṅ meṅ haiṅ bahāreṅ ab ham jise pukāreṅ -2
kisse kaheṅ nigāheṅ ye pyār kā fasānā

ho chhāyā samāṇ suhānā ho chhāyā samāṇ suhānā
do: chhāyā samāṇ suhānā ho chhāyā samāṇ suhānā

ra: suntā na ho kahīṅ vo baiṭhā na ho kahīṅ vo -2
karte ho pyār jisse dil jispe hai luṭānā

ho chhāyā samāṇ suhānā ho chhāyā samāṇ suhānā
do: chhāyā samāṇ suhānā ho chhāyā samāṇ suhānā

su: o chāṇd chaudahvīṅ ke maiṅ hūṇ terī chakorī -2
merā dil na toṛ denā mat kar galat uṭhānā

ho chhāyā samāṇ suhānā ho chhāyā samāṇ suhānā
do: chhāyā samāṇ suhānā ho chhāyā samāṇ suhānā