śha: ( merī pyārī pataṅg
chalī bādal ke saṅg ) -2
zarā dhīre-dhīre ho zarā haule-haule
de ḍhīl de ḍhīl o rī sakhī
ko: hāy vo kāṭā vo kāṭā vo kāṭā
dekho jī dekho jī
merī pyārī pataṅg
chalī bādal ke saṅg
u: ( mere dil meṅ umaṅg
bharā ulfat kā raṅg ) -2
zarā dhīre-dhīre ho zarā haule-haule
de ḍhīl de ḍhīl o rī sakhī
ko: hāy vo kāṭā vo kāṭā vo kāṭā
dekho jī dekho jī
mere dil meṅ umaṅg
bharā ulfat kā raṅg
śha: ( mast javānī dekh pukāreṅ
do nainā matvāle
ko: do nainā matvāle ) -2
śha: ( hai koī aisā dilvālā jo
hamse peṅch laṛā le
ko: hamse peṅch laṛā le ) -2
śha: dekho pataṅg morī
gaṅgā ke pār chalī
ko: gaṅgā ke pār chalī
śha: le ke sandesā morā
sājan ke dvār chalī
ko: sājan ke dvār chalī
śha: ( paṅchhī se chhīn liyā
uṛne kā ḍhaṅg ) -2
ko: zarā dhīre-dhīre ho zarā haule-haule
de ḍhīl de ḍhīl ho rī sakhī
hāy vo kāṭā vo kāṭā vo kāṭā
dekho jī dekho jī
merī pyārī pataṅg
chalī bādal ke saṅg
u: ( do nainoṅ ke peṅch laṛe
ek jītā aur ek hārā
ko: ek jītā ek hārā ) -2
u: ( pyār ne jis dam lī aṅgaṛāī
dil ne kahā vo mārā
ko: dil ne kahā vo mārā ) -2
u: kaisā ye peṅch paṛā
māṇjhe kī dhār gaī
ko: māṇjhe kī dhār gaī
u: aise meṅ ā jā more
sājan maiṅ hār gaī
ko: sājan maiṅ hār gaī
u: ṭūṭe na ḍor kahīṅ
kahīṅ chhūṭe na saṅg
ko: zarā dhīre-dhīre ho zarā haule-haule
de ḍhīl de ḍhīl ho rī sakhī
hāy vo kāṭā vo kāṭā vo kāṭā
dekho jī dekho jī
mere dil meṅ umaṅg
bharā ulfat kā raṅg
de ḍhīl de ḍhīl
de ḍhīl de ḍhīl
vo kāṭā vo kāṭā
vo mārā