Title (Indic)सुनाऊँ क्या मैं ग़म अपना WorkAndaz Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music Naushad Performer Mukesh Writer Majrooh Sultanpuri LyricsHindiसुनाऊँ क्या मैं ग़म अपना ज़ुबाँ तक ला नहीं सकता जो गाना चाहता है दिल वोही मैं गा नहीं सकता वोही मैं गा नहीं सकता सुनाऊँ क्या मिले हैं ग़ैर से हँस कर वो मेरे सामने हाये वो मेरे सामने हाये लगी है ठेस वो दिल पर के मैं बतला नहीं सकता कि मैं बतला नहीं सकता सुनाऊँ क्या मैं ग़म अपना ज़ुबाँ तक ला नहीं सकता सुनाऊँ क्या मेरी हसरत भरी नज़रों को अब तक जो नहीं समझा उसे मैं दर्द-ए-दिल अपना कभी समझा नहीं सकता कभी समझा नहीं सकता सुनाऊँ क्या मैं ग़म अपना ज़ुबाँ तक ला नहीं सकता सुनाऊँ क्या सिवा तेरे बहुत हैं हुस्न वाले भी ज़माने में हुस्न वाले भी ज़माने में मगर मुश्किल ये है अब दिल किसी पर आ नहीं सकता किसी पर आ नहीं सकता सुनाऊँ क्या मैं ग़म अपना ज़ुबाँ तक ला नहीं सकता सुनाऊँ क्या Englishsunāūṇ kyā maiṅ ġham apnā zubāṇ tak lā nahīṅ saktā jo gānā chāhtā hai dil vohī maiṅ gā nahīṅ saktā vohī maiṅ gā nahīṅ saktā sunāūṇ kyā mile haiṅ ġhair se hṇs kar vo mere sāmne hāye vo mere sāmne hāye lagī hai ṭhes vo dil par ke maiṅ batlā nahīṅ saktā ki maiṅ batlā nahīṅ saktā sunāūṇ kyā maiṅ ġham apnā zubāṇ tak lā nahīṅ saktā sunāūṇ kyā merī hasrat bharī nazroṅ ko ab tak jo nahīṅ samjhā use maiṅ dard-e-dil apnā kabhī samjhā nahīṅ saktā kabhī samjhā nahīṅ saktā sunāūṇ kyā maiṅ ġham apnā zubāṇ tak lā nahīṅ saktā sunāūṇ kyā sivā tere bahut haiṅ husn vāle bhī zamāne meṅ husn vāle bhī zamāne meṅ magar muśhkil ye hai ab dil kisī par ā nahīṅ saktā kisī par ā nahīṅ saktā sunāūṇ kyā maiṅ ġham apnā zubāṇ tak lā nahīṅ saktā sunāūṇ kyā