Title (Indic)मतवाले नैनों वाली घुँघराले बालों वाली WorkIzzat Year1937 LanguageHindi Credits Role Artist Music Saraswati Devi Performer Devika Rani Performer Ashok Kumar Writer J S Kashyap 'Natawa' LyricsHindiअ: ( मतवाले नैनों वाली घुँघराले बालों वाली ) -2 ( पतली कमरिया बाली उमरिया तिरछी नजरिया वाली ) -2 जी हो दे: कौन अ: एक भीलनी वाला दे: ( नूकीलें नैनों वाला रसीलें बैनों वाला ) -2 ( मस्त चाल मस्तानी अदा मन भरा प्रेम का प्याला ) -2 हाँ हूँ अ: कौन दे: एक बील का लाला दो: नाम दे: कन्हैया अ: राधा दे: तब आई एक ब्याधा अ: ( पड़ा कन्हैया जा कर दूर दे: रो-रो राधा हो गई चूर ) -2 अ: दूर रहा नहीं गया कन्हैया -2 आ राधा के साथ मिला दूर रहा नहीं गया कन्हैया आ राधा के साथ मिला दे: ( बिछड़े मिल कर एक हुये मन एक हाथ से हाथ मिला ) -2 अ: ( जीवन का प्याला चुपके तेरे आज भरा अमरित से ) -2 Englisha: ( matvāle nainoṅ vālī ghuṇghrāle bāloṅ vālī ) -2 ( patlī kamriyā bālī umriyā tirchhī najriyā vālī ) -2 jī ho de: kaun a: ek bhīlnī vālā de: ( nūkīleṅ nainoṅ vālā rasīleṅ bainoṅ vālā ) -2 ( mast chāl mastānī adā man bharā prem kā pyālā ) -2 hāṇ hūṇ a: kaun de: ek bīl kā lālā do: nām de: kanhaiyā a: rādhā de: tab āī ek byādhā a: ( paṛā kanhaiyā jā kar dūr de: ro-ro rādhā ho gaī chūr ) -2 a: dūr rahā nahīṅ gayā kanhaiyā -2 ā rādhā ke sāth milā dūr rahā nahīṅ gayā kanhaiyā ā rādhā ke sāth milā de: ( bichhaṛe mil kar ek huye man ek hāth se hāth milā ) -2 a: ( jīvan kā pyālā chupke tere āj bharā amrit se ) -2