Title (Indic)जिधर उनकी तिरछी नज़र हो गई WorkDiljani Year1935 LanguageHindi Credits Role Artist Music Master Nagar Das Nayak Performer Master Fida Husain Writer Ram Das 'Azaad' LyricsHindiजिधर उनकी तिरछी नज़र हो गई क़यामत ही बर्पा उधर हो गई वो फिर-फिर के देखें मुझे जाते-जाते मुहब्बत मेरी पुर-असर हो गई किया राज़ अफ़शाँ निगाहों ने दिल का छुपाते-छुपाते ख़बर हो गई किया क़त्ल चुटकी में 'आज़ाद' को भी निगाह उनकी कैसी निडर हो गई शब-ए-वस्ल भी दिल के अरमाँ न निकले मनाते-मनाते सहर हो गई Englishjidhar unkī tirchhī nazar ho gaī qayāmat hī barpā udhar ho gaī vo phir-phir ke dekheṅ mujhe jāte-jāte muhabbat merī pur-asar ho gaī kiyā rāz afśhāṇ nigāhoṅ ne dil kā chhupāte-chhupāte khabar ho gaī kiyā qatl chuṭkī meṅ 'āzād' ko bhī nigāh unkī kaisī niḍar ho gaī śhab-e-vasl bhī dil ke armāṇ na nikle manāte-manāte sahar ho gaī