Title (Indic)तू तू तू घर आजा, बलमवा रे परदेसिया WorkNishana Year1950 LanguageHindi Credits Role Artist Music Khurshid Anwar Performer Geeta Roy Writer Nakshab LyricsHindi( तू तू तू तू तू तू घर आजा घर आजा बलमवा रे परदे ए ए ए ए सिया ) -2 कोयल कूके लहराये बन इस कूक ने फूँक दिया तन-मन फिर दिल में ऊठी हूक सजन फिर दिल पे लागी ठेस पिया इस दिल को इस दिल को समझा जा समझा जा बलमवा रे परदे ए ए ए ए सिया तू तू तू तू तू तू घर आजा घर आजा बलमवा रे परदे ए ए ए सिया मुझ बिरहन का दिल तोड़ के इन नैनन से मुख मोड़ के मेरा आंगन सूना छोड़ के तुम जाय बसे किस देस पिया अब मुखड़ा अब मुखड़ा दिखला जा दिखला जा बलमवा रे परदे ए ए ए ए सिया तू तू तू तू तू तू घर आजा घर आजा बलमवा रे परदे ए ए ए सिया कब तक सखियों के बोल सहूँ घुट-घुट के जियूँ जल-जल के मरूँ अब दिल में यही है चल निकलूँ मैं लेकर जोगन भेस पिया कित जाऊँ कित जाऊँ बलता जा बलता जा बलमवा रे परदे ए ए ए सिया तू तू तू तू तू तू घर आजा घर आजा बलमवा रे परदे ए ए ए ए सिया English( tū tū tū tū tū tū ghar ājā ghar ājā balamvā re parde e e e e siyā ) -2 koyal kūke lahrāye ban is kūk ne phūṇk diyā tan-man phir dil meṅ ūṭhī hūk sajan phir dil pe lāgī ṭhes piyā is dil ko is dil ko samjhā jā samjhā jā balamvā re parde e e e e siyā tū tū tū tū tū tū ghar ājā ghar ājā balamvā re parde e e e siyā mujh birahan kā dil toṛ ke in nainan se mukh moṛ ke merā āṅgan sūnā chhoṛ ke tum jāy base kis des piyā ab mukhaṛā ab mukhaṛā dikhlā jā dikhlā jā balamvā re parde e e e e siyā tū tū tū tū tū tū ghar ājā ghar ājā balamvā re parde e e e siyā kab tak sakhiyoṅ ke bol sahūṇ ghuṭ-ghuṭ ke jiyūṇ jal-jal ke marūṇ ab dil meṅ yahī hai chal niklūṇ maiṅ lekar jogan bhes piyā kit jāūṇ kit jāūṇ baltā jā baltā jā balamvā re parde e e e siyā tū tū tū tū tū tū ghar ājā ghar ājā balamvā re parde e e e e siyā