Title (Indic)दिल जबसे उनके हुस्न का सेर्वन्त हो गया WorkNishana Year1946 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sagir Asif Writer Shevan Rizvi LyricsHindiदिल जबसे उनके हुस्न का servant हो गया सिक्का हमारे इश्क़ का patent हो गया तीर-ए-निगाह-ए-नाज़ को मैं उनके क्या कहूँ मेरे लिए तो मौत का warrant हो गया नीलाम कर दिया है उल्फ़त के चाँद में दिल क्या हुआ कि हुस्न का merchant हो गया आहें न क्यों भरूँ मैं नाले न क्यों करूँ मैं order तेरी निगाह का urgent हो गया जूते लगाइए कि प्यार कीजिए समझेंगे हम कि इश्क़ का payment हो गया रितु आई सुहानी … Englishdil jabse unke husn kā servant ho gayā sikkā hamāre iśhq kā patent ho gayā tīr-e-nigāh-e-nāz ko maiṅ unke kyā kahūṇ mere lie to maut kā warrant ho gayā nīlām kar diyā hai ulfat ke chāṇd meṅ dil kyā huā ki husn kā merchant ho gayā āheṅ na kyoṅ bharūṇ maiṅ nāle na kyoṅ karūṇ maiṅ order terī nigāh kā urgent ho gayā jūte lagāie ki pyār kījie samjheṅge ham ki iśhq kā payment ho gayā ritu āī suhānī …