Niraalaa mohabbat kaa dastoor dekhaa

निराला मोहब्बत का दस्तूर देखा
Work
Year
Language

( हो निराला मोहब्बत का दस्तूर देखा
दस्तूर देखा
वफ़ा करने वालों को मजबूर देखा
हाय मजबूर देखा ) -2

मुहोब्बत के मारों की हालत ना पूछो -2
हालत ना पूछो
ओ जुदाई से सदमों से दिल चूर देखा
दिल चूर देखा

वफ़ा करने वालों को मजबूर देखा
हाय मजबूर देखा
हो निराला मोहब्बत का दस्तूर देखा
दस्तूर देखा
वफ़ा करने वालों को मजबूर देखा
हाय मजबूर देखा

कहें हाय किस दिल से क्‌या हम पे ग़ुज़री -2
क्‌या हम पे ग़ुज़री
ओ तुझे अपनी दुनिया से जब दूर देखा
जब दूर देखा

वफ़ा करने वालों को मजबूर देखा
हाय मजबूर देखा

( ho nirālā mohabbat kā dastūr dekhā
dastūr dekhā
vafā karne vāloṅ ko majbūr dekhā
hāy majbūr dekhā ) -2

muhobbat ke māroṅ kī hālat nā pūchho -2
hālat nā pūchho
o judāī se sadmoṅ se dil chūr dekhā
dil chūr dekhā

vafā karne vāloṅ ko majbūr dekhā
hāy majbūr dekhā
ho nirālā mohabbat kā dastūr dekhā
dastūr dekhā
vafā karne vāloṅ ko majbūr dekhā
hāy majbūr dekhā

kaheṅ hāy kis dil se k‌yā ham pe ġhuzrī -2
k‌yā ham pe ġhuzrī
o tujhe apnī duniyā se jab dūr dekhā
jab dūr dekhā

vafā karne vāloṅ ko majbūr dekhā
hāy majbūr dekhā