Nigaahon ne phenkaa hai panje pe chhak‌kaa

निगाहों ने फेंका है पंजे पे छक्‌का
Work
Year
Language

आ: निगाहों ने फेंका है पंजे पे छक्‌का -2
बलम तेरा-मेरा हुआ प्यार पका
र: मुहब्बत में दिल को लगा ऐसा धक्‌का -2
लड़ी आँख मैं रह गया हक्‌का-बक्‌का
आ: निगाहों ने फेंका है पंजे पे छक्‌का

र: घटाओं के घूँघट में चन्दा छुपाये
लबों पर चमक बिजलियों की सजाये -2
मेरे दिल में ऐसे क़दम तूने रखा -2
लड़ी आँख मैं रह गया हक्‌का-बक्‌का
आ: निगाहों ने फेंका है पंजे पे छक्‌का

मुक़द्दर हो राज़ी तो दुनिया भी राज़ी
मुहब्बत है क्‌या है ये सब पत्तेबाज़ी -2
तेरे हाथ है आज क़िसमत का यक्‌का -2
बलम तेरा-मेरा हुआ प्यार पका
र: मुहब्बत में दिल को लगा ऐसा धक्‌का -2

% थे वेर्सिओन ई हेअर्द एन्द्स हेरे अब्रुप्त्ल्य.

ā: nigāhoṅ ne pheṅkā hai paṅje pe chhak‌kā -2
balam terā-merā huā pyār pakā
ra: muhabbat meṅ dil ko lagā aisā dhak‌kā -2
laṛī āṇkh maiṅ rah gayā hak‌kā-bak‌kā
ā: nigāhoṅ ne pheṅkā hai paṅje pe chhak‌kā

ra: ghaṭāoṅ ke ghūṇghaṭ meṅ chandā chhupāye
laboṅ par chamak bijliyoṅ kī sajāye -2
mere dil meṅ aise qadam tūne rakhā -2
laṛī āṇkh maiṅ rah gayā hak‌kā-bak‌kā
ā: nigāhoṅ ne pheṅkā hai paṅje pe chhak‌kā

muqaddar ho rāzī to duniyā bhī rāzī
muhabbat hai k‌yā hai ye sab pattebāzī -2
tere hāth hai āj qismat kā yak‌kā -2
balam terā-merā huā pyār pakā
ra: muhabbat meṅ dil ko lagā aisā dhak‌kā -2

% the version ī heard ends here abruptly.