निगाहें नीची किए ... महके हुए तेरे लब के गुलाब्
निगाहें नीची किए सर झुकाए बैठे हो
तुम्हीं तो हो जो मेरा दिल चुराए बैठे हो
महके हुए तेरे लब के गुलाब बढ़ता हुआ तेरा कमसिन शबाब
तेरा अंगूरी तन जो हुआ है हाय रे आज पानी भी मदिरा हुई है
रोक पाएगी क्या मुझको शर्म-ओ-हया
दिल में दबता नहीं ऐसा तूफ़ां उठा
लड़के हद से गुज़रने लगे हैं हाय रे कली भंवरे पे मरने लगी है
मिलना ज़रूरी हुआ दो दिलों का मिलने के रस्ते निकाले
जिस्मों ने जो फ़ासले चुन लिए थे दिल ने वो खुद तोड़ डाले
चाँद तारों की क्या है ज़रूरत मुझे तेरे तन के बहुत हैं उजाले
दिल छू गई तेरी तीखी नज़र तीखी नज़र कर गई क्या असर
तन में अंगारा दहका हुआ है हाय रे आज मन है के हो
आज मन है के बहका हुआ है
सूरज ये बोला कली तू खिल जा किरणों के हार तुझे दूंगा
बादल ये बोला कली तू खिल जा नई बहार तुझे दूंगा
भंवरे ने कहा कुछ भी दूंगा नहीं मैं तो तेरा प्यार लूंगा
कहना सुन भंवरे का हँस के खिल गई कली
किसी लालच की बात ना कली पर चली प्यार देकर निखरने लगी है हाय रे
कली भंवरे पे मरने …
nigāheṅ nīchī kie sar jhukāe baiṭhe ho
tumhīṅ to ho jo merā dil churāe baiṭhe ho
mahke hue tere lab ke gulāb baṛhtā huā terā kamsin śhabāb
terā aṅgūrī tan jo huā hai hāy re āj pānī bhī madirā huī hai
rok pāegī kyā mujhko śharm-o-hayā
dil meṅ dabtā nahīṅ aisā tūfāṅ uṭhā
laṛke had se guzarne lage haiṅ hāy re kalī bhaṅvre pe marne lagī hai
milnā zarūrī huā do diloṅ kā milne ke raste nikāle
jismoṅ ne jo fāsle chun lie the dil ne vo khud toṛ ḍāle
chāṇd tāroṅ kī kyā hai zarūrat mujhe tere tan ke bahut haiṅ ujāle
dil chhū gaī terī tīkhī nazar tīkhī nazar kar gaī kyā asar
tan meṅ aṅgārā dahkā huā hai hāy re āj man hai ke ho
āj man hai ke bahkā huā hai
sūraj ye bolā kalī tū khil jā kirṇoṅ ke hār tujhe dūṅgā
bādal ye bolā kalī tū khil jā naī bahār tujhe dūṅgā
bhaṅvre ne kahā kuchh bhī dūṅgā nahīṅ maiṅ to terā pyār lūṅgā
kahnā sun bhaṅvre kā hṇs ke khil gaī kalī
kisī lālach kī bāt nā kalī par chalī pyār dekar nikharne lagī hai hāy re
kalī bhaṅvre pe marne …