Nigaahen naa phero chale jaaenge ham

निगाहें ना फेरो चले जाएंगे हम्
Year
Language

निगाहें ना फेरो चले जाएंगे हम -2
मगर याद रखना कि याद आएंगे हम -2
निगाहें ना फेरो …

तुमने जादू किया है नज़रों से नज़रें मिला के -2
आशियाँ अब तो बना मेरे पहलू में आ के
न दामन छुड़ाना बहक जाएंगे हम -2
निगाहें ना फेरो …

क्‌यूँ ना खो जाएं सनम दिल की धड़कन है जवाँ
न तड़पाओ इतना कि मर जाएंगे हम -2
निगाहें ना फेरो …

ज़िन्दगी प्यार की है फ़िज़ा इकरार की है
ये घड़ी तेरी क़सम नहीं इन्कार की है
मोहब्बत की दुनिया में खो जाएंगे हम
निगाहें ना फेरो …

nigāheṅ nā phero chale jāeṅge ham -2
magar yād rakhnā ki yād āeṅge ham -2
nigāheṅ nā phero …

tumne jādū kiyā hai nazroṅ se nazreṅ milā ke -2
āśhiyāṇ ab to banā mere pahlū meṅ ā ke
na dāman chhuṛānā bahak jāeṅge ham -2
nigāheṅ nā phero …

k‌yūṇ nā kho jāeṅ sanam dil kī dhaṛkan hai javāṇ
na taṛpāo itnā ki mar jāeṅge ham -2
nigāheṅ nā phero …

zindgī pyār kī hai fizā ikrār kī hai
ye ghaṛī terī qasam nahīṅ inkār kī hai
mohabbat kī duniyā meṅ kho jāeṅge ham
nigāheṅ nā phero …