निगाहें हो गईं पुर-नम ज़रा आवाज़ दे देना
निगाहें हो गईं पुर-नम ज़रा आवाज़ दे देना
निगाहें हो गईं पुर-नम
ग़मों में घिर गये हैं हम ज़रा आवाज़ दे देना
निगाहें हो गईं पुर-नम
आ
कहाँ हो तुम बड़ी वीरान हैं उम्मीद की राहें -2
चले आओ मेरी आँखें तुम्हें बस देखना चाहें
मेरे अरमाँ मेरे हमदम ज़रा आवाज़ दे देना
निगाहें हो गईं पुर-नम
बड़े मजबूर हैं तक़दीर पर कब ज़ोर चलता है -2
दिये पर वो ऐ से जलते हैं जिगर सीने में जलता है
मेरा घुटने लगा है दम ज़रा आवाज़ दे देना
निगाहें हो गईं पुर-नम
ग़मों में घिर गये हैं हम ज़रा आवाज़ दे देना
निगाहें हो गईं पुर-नम्
nigāheṅ ho gaīṅ pur-nam zarā āvāz de denā
nigāheṅ ho gaīṅ pur-nam
ġhamoṅ meṅ ghir gaye haiṅ ham zarā āvāz de denā
nigāheṅ ho gaīṅ pur-nam
ā
kahāṇ ho tum baṛī vīrān haiṅ ummīd kī rāheṅ -2
chale āo merī āṇkheṅ tumheṅ bas dekhnā chāheṅ
mere armāṇ mere hamdam zarā āvāz de denā
nigāheṅ ho gaīṅ pur-nam
baṛe majbūr haiṅ taqdīr par kab zor chaltā hai -2
diye par vo ai se jalte haiṅ jigar sīne meṅ jaltā hai
merā ghuṭne lagā hai dam zarā āvāz de denā
nigāheṅ ho gaīṅ pur-nam
ġhamoṅ meṅ ghir gaye haiṅ ham zarā āvāz de denā
nigāheṅ ho gaīṅ pur-nam