निगाहें ... दिल से निकल कर दिल को गई हैं प्यार की राहें
निगाहें -3
दिल से निकल कर दिल को गई हैं प्यार की राहें
इन राहों पर आज मिली हैं तेरी निगाहें मेरी निगाहें
दिल से निकल कर दिल को …
कैसे कहाँ और ( कब हम मिले हैं ) -2
कैसे कहाँ और कब हम मिले हैं
तरस रहे हैं कितना तब हम मिले हैं
कैसे तड़पकर अब हम मिले हैं
बरसों भरी हैं इस दिल ने आहें
दिल से निकल कर दिल को …
झोंके पवन के पानी के रेले
इक दूसरे के बिन हम हैं अकेले
किस काम के ये मौसम के मेले
मैं थाम लेती हूँ तेरी बाहें
इन राहों पर आज मिली हैं …
इक दूसरे पे ( मरना पड़ेगा ) -2
बदनामियों से ( डरना पड़ेगा ) -2
इक दूसरे पे मरना पड़ेगा
अब प्यार हमको करना पड़ेगा
हम प्यार करना चाहें न चाहें
दिल से निकल कर दिल को …
nigāheṅ -3
dil se nikal kar dil ko gaī haiṅ pyār kī rāheṅ
in rāhoṅ par āj milī haiṅ terī nigāheṅ merī nigāheṅ
dil se nikal kar dil ko …
kaise kahāṇ aur ( kab ham mile haiṅ ) -2
kaise kahāṇ aur kab ham mile haiṅ
taras rahe haiṅ kitnā tab ham mile haiṅ
kaise taṛapkar ab ham mile haiṅ
barsoṅ bharī haiṅ is dil ne āheṅ
dil se nikal kar dil ko …
jhoṅke pavan ke pānī ke rele
ik dūsre ke bin ham haiṅ akele
kis kām ke ye mausam ke mele
maiṅ thām letī hūṇ terī bāheṅ
in rāhoṅ par āj milī haiṅ …
ik dūsre pe ( marnā paṛegā ) -2
badnāmiyoṅ se ( ḍarnā paṛegā ) -2
ik dūsre pe marnā paṛegā
ab pyār hamko karnā paṛegā
ham pyār karnā chāheṅ na chāheṅ
dil se nikal kar dil ko …