निगाहें भी मिला करती है ... टूटे ना दिल टूटे ना
निगाहें भी मिला करती है दिल भी दिल से मिलता है
मगर इक चाहने वाला बड़ी मुश्किल से मिलता है
टूटे ना दिल टूटे ना टूटे ना
साथ हमारा छूटे ना छूटे ना
टूटे ना दिल …
तेरी तमन्ना करता हूँ मैं
दिल का ख़ज़ाना भरता हूँ मैं
( राह अकेली ) -2 डरता हूँ मैं
कोई लुटेरा लूटे ना दिल टूटे ना
टूटे ना दिल …
ग़म है कहीं तू साथ न छोड़े
दिल ना दुखाए मुँह को ना मोड़े
आस दिलाकर आस न तोड़े
बन के नसीबा फूटे ना दिल टूटे ना
टूटे ना दिल …
दिल को तेरे बहला सकता हूँ
चाँद-सितारे ला सकता हूँ
रो सकता हूँ गा सकता हूँ
मुझसे अगर तू रूठे ना दिल टूटे ना
टूटे ना दिल …
nigāheṅ bhī milā kartī hai dil bhī dil se miltā hai
magar ik chāhne vālā baṛī muśhkil se miltā hai
ṭūṭe nā dil ṭūṭe nā ṭūṭe nā
sāth hamārā chhūṭe nā chhūṭe nā
ṭūṭe nā dil …
terī tamannā kartā hūṇ maiṅ
dil kā khazānā bhartā hūṇ maiṅ
( rāh akelī ) -2 ḍartā hūṇ maiṅ
koī luṭerā lūṭe nā dil ṭūṭe nā
ṭūṭe nā dil …
ġham hai kahīṅ tū sāth na chhoṛe
dil nā dukhāe muṇh ko nā moṛe
ās dilākar ās na toṛe
ban ke nasībā phūṭe nā dil ṭūṭe nā
ṭūṭe nā dil …
dil ko tere bahlā saktā hūṇ
chāṇd-sitāre lā saktā hūṇ
ro saktā hūṇ gā saktā hūṇ
mujhse agar tū rūṭhe nā dil ṭūṭe nā
ṭūṭe nā dil …