Nigaah-e-mehar hamse ... sitam bhee tumhaare

निगाह-ए-मेहर हमसे ... सितम भी तुम्हारे
Work
Year
Language

निगाह-ए-मेहर हमसे आज बे-तक़सीर फिरती हैं
किसी की कुछ नहीं चलती जब तक़दीर फिरती है

सितम भी तुम्हारे करम भी तुम्हारे
पुकारें सितमक़श तो किसको पुकारें

ज़बाँ पर ख़ामोशी नज़र से इशारे
जो यूँ चोट खाए वो किसको पुकारे
सितम भी तुम्हारे …

ज़माने की करवट बदल देगा साहिल
चला-चल चला-चल किनारे-किनारे
सितम भी तुम्हारे …

नज़र उसने बदली जो दिल को लुभा कर
पुकार उठी क़िस्मत बुरी हार हारे
सितम भी तुम्हारे …

nigāh-e-mehar hamse āj be-taqsīr phirtī haiṅ
kisī kī kuchh nahīṅ chaltī jab taqdīr phirtī hai

sitam bhī tumhāre karam bhī tumhāre
pukāreṅ sitamaqaśh to kisko pukāreṅ

zabāṇ par khāmośhī nazar se iśhāre
jo yūṇ choṭ khāe vo kisko pukāre
sitam bhī tumhāre …

zamāne kī karavaṭ badal degā sāhil
chalā-chal chalā-chal kināre-kināre
sitam bhī tumhāre …

nazar usne badlī jo dil ko lubhā kar
pukār uṭhī qismat burī hār hāre
sitam bhī tumhāre …