नींद उड़ाए चैन चुराए मेरा
नींद उड़ाए चैन चुराए मेरा कितना मुझे सताए
नज़र मिला के एक लड़का मेरे दिल में उतरा जाए
दिल कुछ कुछ बोले क्या बोले ये तो ना जानूं मैं
लेकिन ये सच है ख्वाबों में भी मुझको सताए
नींद उड़ाए चैन चुराए …
धीरे धीरे हौले हौले डोलता है दिल
मैं तो चुप हूँ लेकिन कुछ कुछ बोलता है दिल
ऐसा लगता है मेरे प्यार की वो ही मंज़िल है
मन ये कहता है उसपे आ गया मेरा दिल है
दिल में है हलचल दिल नहीं लगे अकेले
तड़पाएं हर पल यादों के मेले
जी करता है बनूं मैं रानी वो राजा बन जाए
नींद उड़ाए चैन चुराए …
यूं दीवानी हो जाऊंगी सोचा ना था कभी
सपनों में तेरे खो जाऊंगी सोचा ना था कभी
चेहरे से पढ़ लो तुम मेरे दिल की बात दिलबर बनके
छाने लगा है रंग प्यार का मुझ पर हल्के हल्के
इकरार हो गया तुझे प्यार हो गया
दिल बस में नहीं क्या लाचार हो गया
इक ही झलक दिखा के आँखों से ओझल हो जाए
नींद उड़ाए चैन चुराए …
nīṅd uṛāe chain churāe merā kitnā mujhe satāe
nazar milā ke ek laṛkā mere dil meṅ utrā jāe
dil kuchh kuchh bole kyā bole ye to nā jānūṅ maiṅ
lekin ye sach hai khvāboṅ meṅ bhī mujhko satāe
nīṅd uṛāe chain churāe …
dhīre dhīre haule haule ḍoltā hai dil
maiṅ to chup hūṇ lekin kuchh kuchh boltā hai dil
aisā lagtā hai mere pyār kī vo hī maṅzil hai
man ye kahtā hai uspe ā gayā merā dil hai
dil meṅ hai halchal dil nahīṅ lage akele
taṛpāeṅ har pal yādoṅ ke mele
jī kartā hai banūṅ maiṅ rānī vo rājā ban jāe
nīṅd uṛāe chain churāe …
yūṅ dīvānī ho jāūṅgī sochā nā thā kabhī
sapnoṅ meṅ tere kho jāūṅgī sochā nā thā kabhī
chehre se paṛh lo tum mere dil kī bāt dilbar banke
chhāne lagā hai raṅg pyār kā mujh par halke halke
ikrār ho gayā tujhe pyār ho gayā
dil bas meṅ nahīṅ kyā lāchār ho gayā
ik hī jhalak dikhā ke āṇkhoṅ se ojhal ho jāe
nīṅd uṛāe chain churāe …