नींद उड़ रही है ... ये क्या हो रहा है
नींद उड़ रही है चैन खो रहा है
जान जा रही है ये क्या हो रहा है
ये क्या हो रहा है ये क्या हो रहा है
ऐसे ना मुझे देखो मेरा दिल धड़क रहा है
नींद उड़ रही है …
खुश्बू खुश्बू बातें तेरी महका महका चेहरा तेरा
तेरी बाहें तेरी नरमी साँसों की ये भीनी गर्मी
बारिश की बूंदों में सागर की लहरों में तुम हो सनम
दीवानी हो गई हूँ ऐसा लग रहा है
जान जा रही है …
धड़कन मेरी सुन लो जानम कहती क्या है सोचो जानम
तुमसे रिश्ता इतना गहरा दो ही पल में सदियों जैसा
नग़मों में साजों में दिल में तुम हो सनम
दिल के मंदिरों में तेरा दीप जल रहा है
नींद उड़ रही है …
nīṅd uṛ rahī hai chain kho rahā hai
jān jā rahī hai ye kyā ho rahā hai
ye kyā ho rahā hai ye kyā ho rahā hai
aise nā mujhe dekho merā dil dhaṛak rahā hai
nīṅd uṛ rahī hai …
khuśhbū khuśhbū bāteṅ terī mahkā mahkā chehrā terā
terī bāheṅ terī narmī sāṇsoṅ kī ye bhīnī garmī
bāriśh kī būṅdoṅ meṅ sāgar kī lahroṅ meṅ tum ho sanam
dīvānī ho gaī hūṇ aisā lag rahā hai
jān jā rahī hai …
dhaṛkan merī sun lo jānam kahtī kyā hai socho jānam
tumse riśhtā itnā gahrā do hī pal meṅ sadiyoṅ jaisā
naġhmoṅ meṅ sājoṅ meṅ dil meṅ tum ho sanam
dil ke maṅdiroṅ meṅ terā dīp jal rahā hai
nīṅd uṛ rahī hai …