नींद निगाहों की खो जाती है मोहब्बत्
नींद निगाहों की खो जाती है
क्योंकि जवानी में हो जाती है
मोहब्बत -4
और मोहब्बत जो हो जाती है
जान ही जाती है सो जाती है
मोहब्बत -4
दुनिया से जुदाई की बातें -2
गुज़री हैं कई ऐसी रातें
जब चाँद सितारे भी सोए रहे
हम उनके ख़्यालों में खोए रहे
हमको जगा के ये सो जाती है
क्योंकि जवानी में …
नज़रों से लपकते हैं शोले -2
जल जाता है दिल हौले-हौले
इकरार करो कि इन्कार करो
चुपचाप रहो कि इज़हार करो
बात ये होनी है हो जाती है
क्योंकि जवानी में …
क़समें ना उठाए ज़माना -2
क्योंकि मुश्किल दामन छुड़ाना
हर एक क़सम देखो टूट गई
ये जो आप ही उनसे रूठ गई
आप मनाने को लो जाती है
क्योंकि जवानी में …
nīṅd nigāhoṅ kī kho jātī hai
kyoṅki javānī meṅ ho jātī hai
mohabbat -4
aur mohabbat jo ho jātī hai
jān hī jātī hai so jātī hai
mohabbat -4
duniyā se judāī kī bāteṅ -2
guzrī haiṅ kaī aisī rāteṅ
jab chāṇd sitāre bhī soe rahe
ham unke khyāloṅ meṅ khoe rahe
hamko jagā ke ye so jātī hai
kyoṅki javānī meṅ …
nazroṅ se lapakte haiṅ śhole -2
jal jātā hai dil haule-haule
ikrār karo ki inkār karo
chupchāp raho ki izhār karo
bāt ye honī hai ho jātī hai
kyoṅki javānī meṅ …
qasmeṅ nā uṭhāe zamānā -2
kyoṅki muśhkil dāman chhuṛānā
har ek qasam dekho ṭūṭ gaī
ye jo āp hī unse rūṭh gaī
āp manāne ko lo jātī hai
kyoṅki javānī meṅ …