नींद कभी रहती थी आँखों में अब रहते हैं साँवरिया
नींद कभी रहती थी आँखों में अब रहते हैं साँवरिया
चैन कभी रहता था इस दिल में अब रहते हैं साँवरिया
लोग मुझसे कहें देखो उधर निकला है चाँद
कौन देखे उधर जाने किधर निकला है चाँद
चाँद कभी रहता था नज़रों में अब रहते हैं साँवरिया
नींद कभी रहती थी …
झूठ बोली पवन कहने लगी आई बहार
हम बाग़ में गए देखा वहाँ प्यार ही प्यार
फूल रहते होंगे चमन में कभी अब रहते हैं साँवरिया
नींद कभी रहती थी …
बात पहले भी और तूफ़ान से डरते थे हम
बात अब और है अब है हमें काहे का ग़म
साथ कभी माँझी था संग लेकिन अब रहते हैं साँवरिया
नींद कभी रहती थी …
nīṅd kabhī rahtī thī āṇkhoṅ meṅ ab rahte haiṅ sāṇvriyā
chain kabhī rahtā thā is dil meṅ ab rahte haiṅ sāṇvriyā
log mujhse kaheṅ dekho udhar niklā hai chāṇd
kaun dekhe udhar jāne kidhar niklā hai chāṇd
chāṇd kabhī rahtā thā nazroṅ meṅ ab rahte haiṅ sāṇvriyā
nīṅd kabhī rahtī thī …
jhūṭh bolī pavan kahne lagī āī bahār
ham bāġh meṅ gae dekhā vahāṇ pyār hī pyār
phūl rahte hoṅge chaman meṅ kabhī ab rahte haiṅ sāṇvriyā
nīṅd kabhī rahtī thī …
bāt pahle bhī aur tūfān se ḍarte the ham
bāt ab aur hai ab hai hameṅ kāhe kā ġham
sāth kabhī māṇjhī thā saṅg lekin ab rahte haiṅ sāṇvriyā
nīṅd kabhī rahtī thī …