Neend churaaee meree kisne o sanam toone

नींद चुराई मेरी किसने ओ सनम तूने
Work
Year
Language

नींद चुराई मेरी किसने ओ सनम तूने
चैन चुराया मेरा किसने ओ सनम तूने
दिल में मेरे रहने वाली कौन है तू है
नींद चुराई मेरी …

क्‌या मतलब है तू क्‌यों आगे पीछे है
दिल बेचारा इन पैरों के नीचे है
ओ दिल का भरोसा क्‌या है दिल तो क़ातिल है
जान मेरी ले जान भी हाज़िर है
तेरी किस्मत तेरी चाहत कौन है तू तू है
नींद चुराई मेरी …

क्‌या है भरोसा तेरे जैसे पागल का
घुंघरू बना के रख ले अपनी पायल का
प्यार है तो कहता है क्‌यूं डर डर के
एक नहीं सौ बार दिखा दूं मर मर के
सच सच कहना दिल में तेरे कौन है तू है
नींद चुराई मेरी …

nīṅd churāī merī kisne o sanam tūne
chain churāyā merā kisne o sanam tūne
dil meṅ mere rahne vālī kaun hai tū hai
nīṅd churāī merī …

k‌yā matalab hai tū k‌yoṅ āge pīchhe hai
dil bechārā in pairoṅ ke nīche hai
o dil kā bharosā k‌yā hai dil to qātil hai
jān merī le jān bhī hāzir hai
terī kismat terī chāhat kaun hai tū tū hai
nīṅd churāī merī …

k‌yā hai bharosā tere jaise pāgal kā
ghuṅghrū banā ke rakh le apnī pāyal kā
pyār hai to kahtā hai k‌yūṅ ḍar ḍar ke
ek nahīṅ sau bār dikhā dūṅ mar mar ke
sach sach kahnā dil meṅ tere kaun hai tū hai
nīṅd churāī merī …