नींद आती नहीं दर्द जाता नहीं
नींद आती नहीं दर्द जाता नहीं क्या हुआ है मुझे चैन आता नहीं
नज़रें मिलीं इकरार हो गया चोरी चोरी छुपके प्यार हो गया
दिल में जो था दिलदार हो गया तुमको नहीं है खबर
नींद आती नहीं …
जान-ए-जां मेरी आँखों में कोई हसीन सा चेहरा है
जिसकी आँखें काली हैं बालों का रंग सुनहरा है
क्या बताऊं ख्वाबों में कोई दीवाना आता है
बेखुदी देके मुझको शाम-ओ-सहर तड़पाता है
एक पल दिल उसे भूल पाता नहीं
क्या हुआ है मुझे …
गुल चमन है खुश्बू है छाए रंग बहारों के
हर कली शरमाई है दिल जवां नज़ारों के
दिलरुबा इन होंठों के सारे रंग चुराने दे
हर तमन्ना कहती है दूरियों को मिटाने दे
अब तो तेरे सिवा कोई भाता नहीं
क्या हुआ है मुझे …
nīṅd ātī nahīṅ dard jātā nahīṅ kyā huā hai mujhe chain ātā nahīṅ
nazreṅ milīṅ ikrār ho gayā chorī chorī chhupke pyār ho gayā
dil meṅ jo thā dildār ho gayā tumko nahīṅ hai khabar
nīṅd ātī nahīṅ …
jān-e-jāṅ merī āṇkhoṅ meṅ koī hasīn sā chehrā hai
jiskī āṇkheṅ kālī haiṅ bāloṅ kā raṅg sunahrā hai
kyā batāūṅ khvāboṅ meṅ koī dīvānā ātā hai
bekhudī deke mujhko śhām-o-sahar taṛpātā hai
ek pal dil use bhūl pātā nahīṅ
kyā huā hai mujhe …
gul chaman hai khuśhbū hai chhāe raṅg bahāroṅ ke
har kalī śharmāī hai dil javāṅ nazāroṅ ke
dilrubā in hoṅṭhoṅ ke sāre raṅg churāne de
har tamannā kahtī hai dūriyoṅ ko miṭāne de
ab to tere sivā koī bhātā nahīṅ
kyā huā hai mujhe …