Neelee-neelee ghataa o bheegee-bheegee havaa

नीली-नीली घटा ओ भीगी-भीगी हवा
Year
Language

आ: नीली-नीली घटा ओ भीगी-भीगी हवा
है नशा ही नशा कहीं खो जाएँ आ
मु: नीली-नीली घटा …

पलकों छलके गालों पे ढलके
सावन की बूँदों में चंचल इशारे हैं
आ: समझो इशारा दे दो सहारा
तुम भी हमारे हो हम भी तुम्हारे हैं
आ झूमें ज़रा
नीली-नीली घटा …

लहरों का आँचल साहिल पे डोले
बरखा की रानी भी ज़ुल्फ़ों को खोले
मु: लहरों में खो जा ओझल तू हो जा
मंज़िल ये अपनी है दिल मेरा बोले है
आ झूमें ज़रा
नीली-नीली घटा …

मौसम का जादू दिल है बेक़ाबू
बहके क़दम हैं क्‌यूँ होगा और आगे क्‌या
आ: जन्नत यही है मुझको यक़ीं है
पहलू में तू जो है दिल और मांगे क्‌या
आ झूमें ज़रा
दो: नीली-नीली घटा …

ā: nīlī-nīlī ghaṭā o bhīgī-bhīgī havā
hai naśhā hī naśhā kahīṅ kho jāeṇ ā
mu: nīlī-nīlī ghaṭā …

palkoṅ chhalke gāloṅ pe ḍhalke
sāvan kī būṇdoṅ meṅ chaṅchal iśhāre haiṅ
ā: samjho iśhārā de do sahārā
tum bhī hamāre ho ham bhī tumhāre haiṅ
ā jhūmeṅ zarā
nīlī-nīlī ghaṭā …

lahroṅ kā āṇchal sāhil pe ḍole
barkhā kī rānī bhī zulfoṅ ko khole
mu: lahroṅ meṅ kho jā ojhal tū ho jā
maṅzil ye apnī hai dil merā bole hai
ā jhūmeṅ zarā
nīlī-nīlī ghaṭā …

mausam kā jādū dil hai beqābū
bahke qadam haiṅ k‌yūṇ hogā aur āge k‌yā
ā: jannat yahī hai mujhko yaqīṅ hai
pahlū meṅ tū jo hai dil aur māṅge k‌yā
ā jhūmeṅ zarā
do: nīlī-nīlī ghaṭā …