gī: ek tum, dūjī maiṅ, tījā chāṇd, chauthī ṭhaṇḍī havā
rājā chāroṅ hoṅ jo sāth āye baṛā mazā
ko ek tum, dūjī maiṅ, tījā chāṇd, chauthī ṭhaṇḍī havā
rājā chāroṅ hoṅ jo sāth āye baṛā mazā
gī: rāt sṇvar gaī, mastī bikhar gaī
tāroṅ kī chamak mere dil meṅ utar gaī
dil merā ḍolūṇ, kise-kise bolūṇ,
o mere bhole, rut bhī nikhar gaī
is rut kī kahānī, mere dil kī zabānī, tum gāo
rājā māno dil kī bāt āye baṛā mazā
ko ek tum, dūjī maiṅ, tījā chāṇd, chauthī ṭhaṇḍī havā
rājā chāroṅ hoṅ jo sāth āye baṛā mazā
gī: māt na khāyegā, apnā banāyegā
sabko harā ke mere nainoṅ kā jādū
āṇkh milā le, sāmne ā ke
dāṇv lagā le, baṛh ke zarā tū
is śhām kī bāzī, mainṅe āj lagā dī, rasiyā
ā ke de do dil ko māt āye baṛā mazā
ko ek tum, dūjī maiṅ, tījā chāṇd, chauthī ṭhaṇḍī havā
rājā chāroṅ hoṅ jo sāth āye baṛā mazā