आप को प्यार छुपाने की बुरी आदत है
आप को प्यार छुपाने की बुरी आदत है
आप को प्यार जताने की बुरी आदत है
आप ने सीखा है क्या दिल के लगाने के सिवा
आप को आता है क्या नाज़ दिखाने के सिवा
और हमें नाज़ उठाने की बुरी आदत है …
किस लिये आप ने शरमा के झुका ली आँखें
इस लिये आप से घबरा के बचा ली आँखें
आप को तीर चलाने की बुरी आदत है …
हो चुकी है देर बस अब जाइयेगा जाइयेगा
बन्दा परवर ज़रा थोड़ा सा करीब आइयेगा
आप को पास न आने की बुरी आदत है …
āp ko pyār chhupāne kī burī ādat hai
āp ko pyār jatāne kī burī ādat hai
āp ne sīkhā hai kyā dil ke lagāne ke sivā
āp ko ātā hai kyā nāz dikhāne ke sivā
aur hameṅ nāz uṭhāne kī burī ādat hai …
kis liye āp ne śharmā ke jhukā lī āṇkheṅ
is liye āp se ghabrā ke bachā lī āṇkheṅ
āp ko tīr chalāne kī burī ādat hai …
ho chukī hai der bas ab jāiyegā jāiyegā
bandā paravar zarā thoṛā sā karīb āiyegā
āp ko pās na āne kī burī ādat hai …