आखरी गीत मोहोब्बत का सुना तो चलूँ
आखरी गीत मोहोब्बत का सुना तो चलूँ
मैं चला जाऊँगा दो अश्क बहा लूँ तो चलूँ
आज वो दिन है के तू ने मुझे ठुकराया है
अपना अन्जाम इन आँखों को नजर आया है
वहशत-ए-दिल मैं जरा होश में आ लूँ तो चलूँ
आज में गैर हूँ, कुछ दिन हुये मैं गैर ना था
मेरी चाहत, मेरी उल्फ़त से तुझे बैर ना था
मैं हूँ अब गैर यकीं दिल को दिला लूँ तो चलूँ
तेरी दुनिया से मैं एक रोज़ चला जाऊँगा
और गये वक़्त की मानिंद नहीं आऊँगा
फिर ना आने की कसम आज मैं खा लूँ तो चलूँ
ākhrī gīt mohobbat kā sunā to chalūṇ
maiṅ chalā jāūṇgā do aśhk bahā lūṇ to chalūṇ
āj vo din hai ke tū ne mujhe ṭhukrāyā hai
apnā anjām in āṇkhoṅ ko najar āyā hai
vahśhat-e-dil maiṅ jarā hośh meṅ ā lūṇ to chalūṇ
āj meṅ gair hūṇ, kuchh din huye maiṅ gair nā thā
merī chāhat, merī ulfat se tujhe bair nā thā
maiṅ hūṇ ab gair yakīṅ dil ko dilā lūṇ to chalūṇ
terī duniyā se maiṅ ek roz chalā jāūṇgā
aur gaye vaqt kī māniṅd nahīṅ āūṇgā
phir nā āne kī kasam āj maiṅ khā lūṇ to chalūṇ