Neeche phoolon kee dukaan oopar goree kaa makaan

नीचे फूलों की दुकान ऊपर गोरी का मकान्
Year
Language

घोड़ी चढ़के बांध के सेहरा उसके घर मैं जाऊंगा
सच कहता हूं राम कसम मैं जोरू उसे बनाऊंगा
आहा आए रे आए रे आए रे

ओ नीचे फूलों की दुकान ऊपर गोरी का मकान
आहा आए रे आए रे आए रे
ओ नीचे फूलों की …

जब चौबारे से देखे
ओ जब वो चौबारे से देखे मेरा दिल हो बेईमान
नीचे फूलों की …

मटक मटक चले अइसे छुकरिया अरे बाप रे बाप
सरक सरक जाए तन से चुनरिया
सर सर
लाले लाले होंठवा से बरसाए मुस्कान
ओ नीचे फूलों की …

काली काली मतवाली अखियों से मारे
अरे मार डाला रे
मीठी मीठी भोली भाली बतियों से मारे
हैआ हुर्र
सोलह साल की जवानी ले ले ले ले मेरी जान
नीचे फूलों की …

ghoṛī chaṛhke bāṅdh ke sehrā uske ghar maiṅ jāūṅgā
sach kahtā hūṅ rām kasam maiṅ jorū use banāūṅgā
āhā āe re āe re āe re

o nīche phūloṅ kī dukān ūpar gorī kā makān
āhā āe re āe re āe re
o nīche phūloṅ kī …

jab chaubāre se dekhe
o jab vo chaubāre se dekhe merā dil ho beīmān
nīche phūloṅ kī …

maṭak maṭak chale aise chhukriyā are bāp re bāp
sarak sarak jāe tan se chunriyā
sar sar
lāle lāle hoṅṭhvā se barsāe muskān
o nīche phūloṅ kī …

kālī kālī matvālī akhiyoṅ se māre
are mār ḍālā re
mīṭhī mīṭhī bholī bhālī batiyoṅ se māre
haiā hurr
solah sāl kī javānī le le le le merī jān
nīche phūloṅ kī …