नज़र मिली पलक झुकी शरमा गई ... मुझे एक लड़की पसन्द आ गई
नज़र मिली पलक झुकी
शरमा गई
मुझे एक लड़की पसन्द आ गई
अभी अभी मेरा जिया धड़का गया
मुझे एक लड़का पसन्द आ गया
उसका चेहरा चाँद सुनहरा
उसपे गेसुओं का हल्का पहरा
उसकी आँखें करती हैं बातें
अब ना उसके बिना कटतीं रातें
उसकी उम्र उसकी अदा बहका गई
मुझे एक लड़की पसन्द आ गई …
पागल कर के होश उड़ा के ले गया
दिल का मेरे चैन चुरा के ले गया
मैं दीवाना बन गया उसका
देखे मुझे ऐसे मुस्कुरा के
मुझे एक लड़का पसन्द आ गया …
nazar milī palak jhukī
śharmā gaī
mujhe ek laṛkī pasand ā gaī
abhī abhī merā jiyā dhaṛkā gayā
mujhe ek laṛkā pasand ā gayā
uskā chehrā chāṇd sunahrā
uspe gesuoṅ kā halkā pahrā
uskī āṇkheṅ kartī haiṅ bāteṅ
ab nā uske binā kaṭtīṅ rāteṅ
uskī umr uskī adā bahkā gaī
mujhe ek laṛkī pasand ā gaī …
pāgal kar ke hośh uṛā ke le gayā
dil kā mere chain churā ke le gayā
maiṅ dīvānā ban gayā uskā
dekhe mujhe aise muskurā ke
mujhe ek laṛkā pasand ā gayā …