नज़र में तू ... तूने दिल मेरा चुराया है
कु: नज़र में तू जिगर में तू जहाँ देखूँ वहाँ है तू -2
तुझे अपना बनाया है ( तूने दिल मेरा चुराया है ) -2
स: नज़र में तू …
तुझे ही दिल में बसाया है ( तूने दिल मेरा चुराया है ) -2
मेरी साँसों में तू मेरे होंठों पे तू
मेरी धड़कन तू है जान-ए-जानां
कु: मेरी नींदों में तू मेरे होंठों पे तू
मेरी धड़कन तू है जान-ए-जानां
स: शर्म की ये जलती शमा बुझा दूँ
शमा कह रही है कि दूरी मिटा दूँ
कु: वफ़ा में तू अदा में तू ज़ुबां पे तू सदा में तू -2
तुझे अपना बनाया है …
तेरी पलकों तले मेरा वक़्त ढले
लग जा गले तड़पा ना
स: मदहोश समाँ दो दिल हैं जवाँ
अब होश कहाँ जाने मेरी जां
कु: ये कैसा असर ये क्या बेखुदी है
चिंगारी कोई बदन में दबी है
स: यादों में तू वादों में तू रातों में तू बातों में तू -2
तू ही दिल में समाया है …
ku: nazar meṅ tū jigar meṅ tū jahāṇ dekhūṇ vahāṇ hai tū -2
tujhe apnā banāyā hai ( tūne dil merā churāyā hai ) -2
sa: nazar meṅ tū …
tujhe hī dil meṅ basāyā hai ( tūne dil merā churāyā hai ) -2
merī sāṇsoṅ meṅ tū mere hoṅṭhoṅ pe tū
merī dhaṛkan tū hai jān-e-jānāṅ
ku: merī nīṅdoṅ meṅ tū mere hoṅṭhoṅ pe tū
merī dhaṛkan tū hai jān-e-jānāṅ
sa: śharm kī ye jaltī śhamā bujhā dūṇ
śhamā kah rahī hai ki dūrī miṭā dūṇ
ku: vafā meṅ tū adā meṅ tū zubāṅ pe tū sadā meṅ tū -2
tujhe apnā banāyā hai …
terī palkoṅ tale merā vaqt ḍhale
lag jā gale taṛpā nā
sa: madhośh samāṇ do dil haiṅ javāṇ
ab hośh kahāṇ jāne merī jāṅ
ku: ye kaisā asar ye kyā bekhudī hai
chiṅgārī koī badan meṅ dabī hai
sa: yādoṅ meṅ tū vādoṅ meṅ tū rātoṅ meṅ tū bātoṅ meṅ tū -2
tū hī dil meṅ samāyā hai …