नज़र में बिजली अदा में शोले
नज़र में बिजली अदा में शोले
जनाब-ए-आली मैं सदके जावाँ
ज़रा पलट के इधर तो देखो -2
ओ ग़ुस्से वाली मैं सदके जावाँ
( कभी तो हमको सलाम कर लो
कभी तो पूछो के हाल क्या है ) -2
ये हुस्न तुमको दिया ख़ुदा ने
तुम्हारा इसमें कमाल क्या है
नज़र में बिजली …
( तेरा ये आशिक़ तेरा दीवाना
ज़माने भर में जुदा है प्यारे ) -2
लबों पे मेरे जो आ गई है
वो तेरे दिल की सदा है प्यारे
नज़र में बिजली …
nazar meṅ bijlī adā meṅ śhole
janāb-e-ālī maiṅ sadke jāvāṇ
zarā palaṭ ke idhar to dekho -2
o ġhusse vālī maiṅ sadke jāvāṇ
( kabhī to hamko salām kar lo
kabhī to pūchho ke hāl kyā hai ) -2
ye husn tumko diyā khudā ne
tumhārā ismeṅ kamāl kyā hai
nazar meṅ bijlī …
( terā ye āśhiq terā dīvānā
zamāne bhar meṅ judā hai pyāre ) -2
laboṅ pe mere jo ā gaī hai
vo tere dil kī sadā hai pyāre
nazar meṅ bijlī …