नज़र की बात है किसी को क्या पता
नज़र की बात है किसी को क्या पता
नज़र ने जो कहा वो दिल ने सुन लिया
ओ हम जुबां से क्यूं कहें दिल की बात
होना था हुआ है प्यार
नज़र की बात है …
तूफ़ां उठाए तेरी सूरत मेरे दिल में
रहती है तेरी प्यारी मूरत मेरे दिल में
खुश्बू तेरी अब तक मेरी साँसों में रची है
मचले हुए अरमानों में हलचल सी मची है
जिस वक़्त हुई पहली मुलाकात हमारी
उस वक़्त से दिल है तेरी चाहत का पुजारी
तूफ़ां उठाए तेरी …
रहती है हमेशा तेरी हसरत मेरे दिल में
हर शय से है बढ़कर तेरी कीमत मेरे दिल में
फूलों की तरह तू मेरे पहलू में महकना
बिन तेरे ना रुक जाए कहीं दिल का धड़कना
जिस दिन से बिछाया है तेरे दर पे बिछौना
मिट्टी तेरी गलियों की नज़र आती है सोना
बिन तेरे ना रुक जाए …
nazar kī bāt hai kisī ko kyā patā
nazar ne jo kahā vo dil ne sun liyā
o ham jubāṅ se kyūṅ kaheṅ dil kī bāt
honā thā huā hai pyār
nazar kī bāt hai …
tūfāṅ uṭhāe terī sūrat mere dil meṅ
rahtī hai terī pyārī mūrat mere dil meṅ
khuśhbū terī ab tak merī sāṇsoṅ meṅ rachī hai
machle hue armānoṅ meṅ halchal sī machī hai
jis vaqt huī pahlī mulākāt hamārī
us vaqt se dil hai terī chāhat kā pujārī
tūfāṅ uṭhāe terī …
rahtī hai hameśhā terī hasrat mere dil meṅ
har śhay se hai baṛhkar terī kīmat mere dil meṅ
phūloṅ kī tarah tū mere pahlū meṅ mahaknā
bin tere nā ruk jāe kahīṅ dil kā dhaṛaknā
jis din se bichhāyā hai tere dar pe bichhaunā
miṭṭī terī galiyoṅ kī nazar ātī hai sonā
bin tere nā ruk jāe …