jaisā bhī hai tū mujhko hāy achchhā lagtā hai
ho
kabhī mīṭhī lagtī hai kabhī khaṭṭī lagtī hai -2
jaisī bhī hai tū mujhko hāy achchhī lagtī hai
kabhī kabhī mīṭhī lagtī hai kabhī kabhī khaṭṭī lagtī hai
kabhī kabhī mīṭhī lagtī hai
ho
kabhī jhūṭhā lagtā hai kabhī sachchā lagtā hai
kabhī jhūṭhā lagtā hai sachchā lagtā hai
jaisā bhī hai tū mujhko hāy achchhā lagtā hai
( kabhī kabhī jhūṭhā lagtā hai kabhī kabhī sachchā lagtā hai
kabhī kabhī jhūṭhā lagtā hai hāy ) -2
pasai pasai pas pasai -6
ūū
kabhī maiṅ ye sochūṇ chhū ke tujhe dekhūṇ sach hai yā koī sapnā -2
sach hūṇ kī sapnā hūṇ maiṅ terā apnā hūṇ
oh sanam terī qasam merā aitbār tū kar le
maiṅ barkhā tū bādal merī āṇkhoṅ kā kājal
tū jahāṇ maiṅ bhī vahāṇ terī jāṇ maiṅ merī jāṇ tū
o
kabhī mīṭhī lagtī hai kabhī khaṭṭī lagtī hai
ho o ho
kabhī jhūṭhā lagtā hai sachchā lagtā hai
jaisā bhī hai tū mujhko hāy achchhā lagtā hai
o
kabhī lage mornī sī kabhī lage chornī sī tujhko pukrūṇ kis nām se
u
kar de tū ek iśhārā maiṅ dauṛī āūṇ yārā
chhāṇv-dhūp merā raṅg-rūp tere pyār se hai judā
ā sab ko chhoṛ ke ājā har baṅdhan toṛ ke ājā
sāth-sāth raheṅ saṅg-saṅg ek dūsre ke dil meṅ
ho
kabhī mīṭhī lagtī hai kabhī khaṭṭī lagtī hai
kabhī jhūṭhā lagtā hai sachchā lagtā hai
jaisā bhī hai tū mujhko hāy achchhā lagtā hai
kabhī kabhī mīṭhī lagtī hai kabhī kabhī khaṭṭī lagtī hai
kabhī kabhī mīṭhī lagtī hai
kabhī kabhī jhūṭhā lagtā hai kabhī kabhī sachchā lagtā hai
kabhī kabhī jhūṭhā lagtā hai hāy