नया नया धुला धुला ... तुमने आँख खोली तो
नया नया धुला धुला हाँ आसमां खुला
नया नया धुला धुला आसमां खुला
तुमने आँख खोली तो आ ये जहाँ खुला
तुमने आँख खोली …
आपके चेहरे पे क्यूँ शहद जैसी
धूप चढ़ने लग गई है
आपकी आँखों में क्यूँ नींद अपने
सपने रखने लग गई है
मुस्कुरा के ज़िंदगी ने हैरान कर दिया
नया नया धुला धुला …
मुस्कुराहट आपकी लब पे रख के
हमने आधी बाँट ली
आपने तो सांस भी मेरी लब से
आधी आधी बाँट ली
गले लगा के ज़िंदगी ने हैरान कर दिया
नया नया धुला धुला …
nayā nayā dhulā dhulā hāṇ āsmāṅ khulā
nayā nayā dhulā dhulā āsmāṅ khulā
tumne āṇkh kholī to ā ye jahāṇ khulā
tumne āṇkh kholī …
āpke chehre pe kyūṇ śhahad jaisī
dhūp chaṛhne lag gaī hai
āpkī āṇkhoṅ meṅ kyūṇ nīṅd apne
sapne rakhne lag gaī hai
muskurā ke ziṅdgī ne hairān kar diyā
nayā nayā dhulā dhulā …
muskurāhaṭ āpkī lab pe rakh ke
hamne ādhī bāṇṭ lī
āpne to sāṅs bhī merī lab se
ādhī ādhī bāṇṭ lī
gale lagā ke ziṅdgī ne hairān kar diyā
nayā nayā dhulā dhulā …