Title (Indic)छाई बिरहा की रात मोरा तड़पे जिया WorkNav Durga Year1953 LanguageHindi Credits Role Artist Music S.N. Tripathi Performer Geeta Dutt Writer Anjum Jaipuri LyricsHindi( छाई बिरहा की रात मोरा तड़पे जिया मोसे रूठे पिया कोई मन का सहारा नहीं हो कोई मन का सहारा नहीं ) -2 ( पल भर में टूट गये सपनों के मोती आँसू में डूब गई नैनों की ज्योती ) -2 नैनों की ज्योती सूने-सूने से हैं आज मेरे आशा के द्वार नइया कैसे लगे पार जब सामने किनारा नहीं हो कोई मन का सहारा नहीं ( मन का सिन्गार मेरा किसने है छीना हाथों से छूट गई आशा की बीना ) -2 आशा की बीना खोई-खोई सी है आज मेरे जीवन की प्रीत गऊँ रो-रो के ये गीत मेरे नैनों का तारा नहीं हो कोई मन का सहारा नहीं छाई बिरहा की रात मोरा तड़पे जिया मोसे रूठे पिया कोई मन का सहारा नहीं हो कोई मन का सहारा नहीं English( chhāī birhā kī rāt morā taṛpe jiyā mose rūṭhe piyā koī man kā sahārā nahīṅ ho koī man kā sahārā nahīṅ ) -2 ( pal bhar meṅ ṭūṭ gaye sapnoṅ ke motī āṇsū meṅ ḍūb gaī nainoṅ kī jyotī ) -2 nainoṅ kī jyotī sūne-sūne se haiṅ āj mere āśhā ke dvār naiyā kaise lage pār jab sāmne kinārā nahīṅ ho koī man kā sahārā nahīṅ ( man kā singār merā kisne hai chhīnā hāthoṅ se chhūṭ gaī āśhā kī bīnā ) -2 āśhā kī bīnā khoī-khoī sī hai āj mere jīvan kī prīt gaūṇ ro-ro ke ye gīt mere nainoṅ kā tārā nahīṅ ho koī man kā sahārā nahīṅ chhāī birhā kī rāt morā taṛpe jiyā mose rūṭhe piyā koī man kā sahārā nahīṅ ho koī man kā sahārā nahīṅ