chhoṭā sā ghar hogā bādloṅ kī chhāṇv meṅ
āśhā dīvānī man meṅ baṅsurī bajāye
ham hī ham chamkeṅge tāro ke us gāṇv meṅ
āṇkhoṅ kī rośhnī har dam ye samjhāye
chāṇdī kī kursī pe baiṭhe merī chhoṭī bahnā
sone ke siṅhāsan pe baiṭhe merī pyārī māṇ
merā kyā maiṅ paṛā rahūṇgā ammī jī ke pāṇv meṅ
merā kyā maiṅ paṛā rahūṇgā ammī jī ke pāṇv meṅ
ā ai re, ā ai re
ā ai re, ā ai re
chhoṭā sā ghar hogā …
merī chhoṭī bahnā nāzoṅ kī pālī śhahazādī
jitnī bhī jaldī ho maiṅ kar dūṇgā iskī śhādī
achchhā hai ye balā hamārī jāye dūje gāṇv meṅ
achchhā hai ye balā hamārī jāye dūje gāṇv meṅ
ā ai re, ā ai re
ā ai re, ā ai re
chhoṭā sā ghar hogā …
(different tune - )
kahegī māṇ dulhan lā beṭā ghar sūnā sūnā hai
man meṅ jhūm kahūṇgā maiṅ māṇ itnī jaldī kyā hai?
galī galī meṅ tere rājdulāre kī charchā hai
ākhir koī to āyegā in nainoṅ kī gāṇv meṅ
ākhir koī to āyegā in nainoṅ kī gāṇv meṅ
ā ai re, ā ai re
ā ai re, ā ai re
chhoṭā sā ghar hogā …
chhoṭā sā ghar hogā bādloṅ ke chhāṇv meṅ
āśhā divānī man meṅ baṅsūrī bajāye
ham hī ham chamkeṅge tāroṅ ke us gāṇv meṅ
āṇkhoṅ kī rośhnī hardam ye samjhāye
(chhāṇdī kī kursī pe baithe merī chhoṭī bahnā ) -2
sone ke siṅhāsan pe baithe merī pyārī māṇ
(merā kyā mai paṛā rahūṇgā ammī jī ke pāṇv meṅ) -2
ā ā āī re ā ā āī re
ā ā āī re ā ā āī re …