Title (Indic)जिन्हें करना था दिल आबाद अपना WorkNaukar Year1943 LanguageHindi Credits Role Artist Music Rafiq Ghaznavi Music Shanti Kumar Performer Noor Jehan LyricsHindiजिन्हें करना था दिल आबाद अपना वो ही चलें आज बरबाद हो कर जिन्हें थी तलाश मसर्रतों की लौट चलें हैं आज नाशाद हो कर आज हुस्न के रंगीं आशियाँ को ज़ालिम इश्क़ ने लूटा सैयाद हो कर एक सीने से लगा बरबादियों के एक ख़ुश है आज आबाद हो कर एक डोली में बैठी सुहाग लेकर एक जाती है ज़ेर-ए-ज़मीं देखो कमख़ाब के पहने लिबास इक ने और एक है ख़ाक़नशीं देखो जिसकी लाश पे कोई ना रोये आ कर यही है वो माह-ए-ज़बीं देखो एक टहनी के दोनों हैं फूल लेकिन एक मुरझाया है एक है ख़ून (?) देखो Englishjinheṅ karnā thā dil ābād apnā vo hī chaleṅ āj barbād ho kar jinheṅ thī talāśh masarrtoṅ kī lauṭ chaleṅ haiṅ āj nāśhād ho kar āj husn ke raṅgīṅ āśhiyāṇ ko zālim iśhq ne lūṭā saiyād ho kar ek sīne se lagā barbādiyoṅ ke ek khuśh hai āj ābād ho kar ek ḍolī meṅ baiṭhī suhāg lekar ek jātī hai zer-e-zamīṅ dekho kamakhāb ke pahne libās ik ne aur ek hai khāqanśhīṅ dekho jiskī lāśh pe koī nā roye ā kar yahī hai vo māh-e-zabīṅ dekho ek ṭahnī ke donoṅ haiṅ phūl lekin ek murjhāyā hai ek hai khūn (?) dekho