Nau nau lak‌khaan vaalaa haar pahnaa hai

नौ नौ लक्‌खां वाला हार पहना है
Work
Year
Language

नमस्कारम वड़क्‌कम स्वागतम मुबारकम
welcome to the indian marriage
बल्ले बल्ले बल्ले बल्ले टप्पा टप्पा अड़ी अड़ी
चोरी चोरी चुपके चुपके देखें हम घड़ी घड़ी
नौ नौ लक्‌खां वाला हार पहना है चुरई लो
चूड़ी की कसम चूड़ी बोले दिल दइके दिल लई लो
नौ नौ लक्‌खां …

इश्क़ में पहला नाम आए माही का दूजा नाम सोहनी
ओ सैयोनी सैयोनी सैयोनी हाय सैयोनी सैयोनी सैयोनी
नौ नौ लक्‌खां …

क्‌या कह रहे हैं जोड़े शगुन के
ले चल मुझे अपनी शहज़ादी चुन के
सिंदूर लाली चुनर मांग टीका
तेरे बिना सब लगे मुझको फीका
बल्ले बल्ले बल्ले …
चोरी चोरी चुपके …

सुरमेदानी से मुझको सुरमा लगई दो
नौ नौ लक्‌खां …

देखूं किसी की जो शादी सगाई
मेरी जवानी भी ले अंगड़ाई
मेहंदी से मैने लिखा नाम तेरा
यूं ही न गजरा बिखर जाए मेरा
बल्ले बल्ले बल्ले …
चोरी चोरी चुपके …

बहना तुझको भेजूंगा दुल्हन मैं बनई के
नौ नौ लक्‌खां …

namaskāram vaṛak‌kam svāgatam mubārkam
welcome to the indian marriage
balle balle balle balle ṭappā ṭappā aṛī aṛī
chorī chorī chupke chupke dekheṅ ham ghaṛī ghaṛī
nau nau lak‌khāṅ vālā hār pahnā hai churaī lo
chūṛī kī kasam chūṛī bole dil daike dil laī lo
nau nau lak‌khāṅ …

iśhq meṅ pahlā nām āe māhī kā dūjā nām sohnī
o saiyonī saiyonī saiyonī hāy saiyonī saiyonī saiyonī
nau nau lak‌khāṅ …

k‌yā kah rahe haiṅ joṛe śhagun ke
le chal mujhe apnī śhahazādī chun ke
siṅdūr lālī chunar māṅg ṭīkā
tere binā sab lage mujhko phīkā
balle balle balle …
chorī chorī chupke …

surmedānī se mujhko surmā lagaī do
nau nau lak‌khāṅ …

dekhūṅ kisī kī jo śhādī sagāī
merī javānī bhī le aṅgaṛāī
mehaṅdī se maine likhā nām terā
yūṅ hī na gajrā bikhar jāe merā
balle balle balle …
chorī chorī chupke …

bahnā tujhko bhejūṅgā dulhan maiṅ banaī ke
nau nau lak‌khāṅ …