नसिब में जिसके जो लिखा था
नसीब में जिसके जो लिखा था, वो तेरी महफ़िल में काम आया
किसी के हिस्से में प्यास आई, किसी के हिस्से में जाम आया
मैं एक फसाना हूँ बेकसी का, ये हाल है मेरी जिंदगी का
न हुस्न ही मुझको रास आया, न इश्क ही मेरे काम आया
बदल गयी तेरी मंज़िलें भी, बिछड गया मैं भी कारवाँ से
तेरी मोहब्बत के रास्ते में, न जाने ये क्या मकाम आया
तुझे भुलाने की कोशिशें भी तमाम नाकाम हो गयी है
किसी ने ज़िक्र-ए-वफ़ा किया जब ज़ुबान पे तेरा ही नाम आया
nasīb meṅ jiske jo likhā thā, vo terī mahafil meṅ kām āyā
kisī ke hisse meṅ pyās āī, kisī ke hisse meṅ jām āyā
maiṅ ek phasānā hūṇ beksī kā, ye hāl hai merī jiṅdgī kā
na husn hī mujhko rās āyā, na iśhk hī mere kām āyā
badal gayī terī maṅzileṅ bhī, bichhaḍ gayā maiṅ bhī kārvāṇ se
terī mohabbat ke rāste meṅ, na jāne ye kyā makām āyā
tujhe bhulāne kī kośhiśheṅ bhī tamām nākām ho gayī hai
kisī ne zikr-e-vafā kiyā jab zubān pe terā hī nām āyā