Title (Indic)ये कौन आज आया सवेरे-सवेरे WorkNartaki Year1940 LanguageHindi Credits Role Artist Music Pankaj Mullick Writer Munshi Arzoo LyricsHindiये कौन आज आया सवेरे-सवेरे -2 के दिल चौंक उट्ठा सवेरे-सवेरे कहा रूप ने चाँद है चौधवीं का -2 मगर चाँद कैसा सवेरे-सवेरे गया मन का धीरज बढ़ी बेकली भी -2 ये मुझको हुआ क्या ये मुझको हुआ क्या सवेरे-सवेरे आते ही एक तरहादार ने दिल छीन लिया -2 दिलरुबा बन के दिलादार ने दिल छीन लिया पापी चितवन के पीछे यार ने दिल छीन लिया दे के धोखा किसी ऐयार ने दिल छीन लिया आँखों में जादू बातों में शोला -2 दिया कैसा चरका सवेरे-सवेरे -2 ये कौन आज आया सवेरे-सवेरे Englishye kaun āj āyā savere-savere -2 ke dil chauṅk uṭṭhā savere-savere kahā rūp ne chāṇd hai chaudhvīṅ kā -2 magar chāṇd kaisā savere-savere gayā man kā dhīraj baṛhī beklī bhī -2 ye mujhko huā kyā ye mujhko huā kyā savere-savere āte hī ek tarhādār ne dil chhīn liyā -2 dilrubā ban ke dilādār ne dil chhīn liyā pāpī chitavan ke pīchhe yār ne dil chhīn liyā de ke dhokhā kisī aiyār ne dil chhīn liyā āṇkhoṅ meṅ jādū bātoṅ meṅ śholā -2 diyā kaisā charkā savere-savere -2 ye kaun āj āyā savere-savere