Nanhee kalee sone chalee, havaa dheere aanaa

नन्ही कली सोने चली, हवा धीरे आना
Work
Year
Language

हवा धीरे आना
नींद भरे पंख लिये झूला झूला जाना
नन्ही कली सोने चली हवा धीरे आना
नींद भरे पंख लिये झूला झूला जाना
नन्ही कली सोने चली

चाँद किरन सी गुड़िया नाजों की है पली - 2
आज अगर चाँदनिया आना मेरी गली
गुन गुन गुन गीत कोई हौले हौले गाना
नींद भरे पंख लिये झूला झूला जाना

रेशम की डोर अगर पैरों को उलझाए - 2
घुंघरू का दाना कोई शोर मचा जाए
दाने मेरे जागे तो फिर निंदिया तू बहलाना
नींद भरे पंख लिये झूला झूला जाना
नन्ही कली सोने चली हवा धीरे आना

havā dhīre ānā
nīṅd bhare paṅkh liye jhūlā jhūlā jānā
nanhī kalī sone chalī havā dhīre ānā
nīṅd bhare paṅkh liye jhūlā jhūlā jānā
nanhī kalī sone chalī

chāṇd kiran sī guṛiyā nājoṅ kī hai palī - 2
āj agar chāṇdniyā ānā merī galī
gun gun gun gīt koī haule haule gānā
nīṅd bhare paṅkh liye jhūlā jhūlā jānā

reśham kī ḍor agar pairoṅ ko uljhāe - 2
ghuṅghrū kā dānā koī śhor machā jāe
dāne mere jāge to phir niṅdiyā tū bahlānā
nīṅd bhare paṅkh liye jhūlā jhūlā jānā
nanhī kalī sone chalī havā dhīre ānā